Zamane bher ki ruswai degai hey mujhe Itni menhat ki ye kamai de gai hey mujhe wo lafz jis se hota nahi kuch hasil wahi ik lafs BHAAII De gai hey mujhe.
Lambi khmoshi bahut kuch keh jati hai, tadapne k liye sirf yad reh jati hai, kya fark padta hai WILLS ho ya KING'S, jalne k bad sirf rakh to reh jati hai.
Macchar ne jo kata... dil main mere junoon tha. Khujli hui itni... dil be sukoon tha. Pakada to chod diya yeh soch kar ki.... sale ki ragon main apna hi khoon tha !
jab jab ghire badal teri yad aai jab jhum ke barsa sawan teri yad aai jab jab mai bhinga barish me teri har pal yad aai. ab or raha nahi jata chatri lauta de bhai
Khuda kare in haseeno ke baap mar jaye, Maut ka bahana ho aur hum inke ghar jaye. Aisa mat keh aye zaalim,ye ek paap hoga, Tu bhi ek din ek haseena ka baap hoga!
JINDAGI CHAR DIN CHANDANI MUSKURANA, BHUL SE BHI KABHI KISI KO NA RULANA DUSHMAN MILE SAAMNE TO GALE LAGANA TAKLIF PADE TO IS DOST KO MOBILE LAGANA BAHUT CHEEZE LUT CHUKI HAI TUJHSE IL AGANE KE BAAD, KAMRE KI HAR CHEEZ CHEK KARTE HAI AB EK TERE AANE SE PEHLE, EK TERE JAANE KE BAAD.