Jise dil diya woh dilli chali gayi, jise pyar kiya woh italy chali gayi; dil ne kaha khud-kushi(suicide) kar le jalim, bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi
Mausam shabab ka, nasha sharab ka, parda janab ka aur rang gulab ka; In sab se haseen, in sab se LAJAWAB dekho SMS padhne wala,MENDAK TALAAB ka; Trrr..Trrr..
Roz logo se aapke pange honge,Roz aapke ghar me dange honge,Agar mujhe sms nahi kiya to yaad rakhna aapke 17 bachche honge or sare k sare lafange honge…
khushi mili to has na sake,gum mila to ro na sake,bus yahi dustoor hai stock market ka,jise becha usse le na sake,aur jise liya use bech na sake. "Investor bachao adolan ke jan hith me jaari ".