Laila ko majnu

Laila ko majnu
Laila ko majnu ka 'SMS' Nahi aaya,Laila Ne3 din khana Nahi khaya,Laila mar rahi thi,majnu ke pyaar mein, aur majnu Baitha tha'SMS' free Hone ke intezar mein.
  

Jan, 23 2012     157 chars (1 sms)     5406 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Pyaar main jubaan chup ho to Ankhen bolti he,Ankhen chup ho to Dil bolta he,Dil chup hoto,Hoto,Log bolte he "RAM NAAM Satya HE".....
Jab Jab hume pyaas lagti hai, Unke aane ki aas lagti hai unki dewangi mein hum ho gaye itne dewane Ki har ladki ki maa apni saas lagti hai
Jahan Ki Gurbat Me Shukun Nhi Ayega Gam-E-Tohin Se Kubul Nhi Ayega Maklul Ki Fitrat He Ye Kafir Dimag Fat Jayega Par Sher Samaj Nhi Ayega
Yad Rak Kar Meri Dosti Ko Tumne Meri Zindgi Par Ehsan Kr Diya is Mobile May A Last Rupya Tha Dek Wo B Tere Naam Kr Diya.
Dil se aapka khayal jata nahi,aapke siwa koi yad aata nahi,hasrat to hai roz aapko dekhu, per"Kambakat" vo"MADARI" aapko roz lata nahi
Kya leke aye they, Kya lekar jaoge, Mujhe SMS na karke, Zalim kitne Paise Bachaoge!
Dil ke arman ansuo me beh gaye, Hum gali me the gali me reh gaye... Light chali gayi, Jo baat unse kehni thi wo unki mummy se keh gaye..!
Marne par hamein jannat mile na mile, ye hawa ye fiza mile na mile, SMS karne ke kasar mat karna MERE dost, maloom nahi wahan MOBILE mile na mile.
Na bottle me na jar me,na hotel me na bar me,na bike pe na car me,ab to din guzarte hai apke pyar bhare sms ke intazar me
Aansu tere nikle to ankhe meri ho,dil tera dhadke to dhadkan meri ho, rab kare hamari dosti itni gehri ho k jute tuje pade aur galti meri ho
Chamakte chand ko neend ane lagi apki khushi se duniya jagmgane lagi dekh k apko har kali gungunane lagi ab to fekhte fekhte mujie bhi neend ane lagI hai.
Yaad karte hai tumhe tanhai me, Dil duba hai gamo ki gahrai me, hume mat dhundo duniya ki bhid me, hum milenge tumhe fir kisi, free SMS ki scheme me.