Meri zindagi par

Meri zindagi par
Meri zindagi par ek ehsaan kardo, ye mohabbat mere naam kar do, subah ko milo saam kardo, aur shaam tak mere ghar ka sab kaam kardo…
  

Jan, 23 2012     132 chars (1 sms)     936 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Kon keheta hai aashik mara karte hai?Kon keheta hai aashik mara karte hai....?Vo to kabar me bhi apne meheboob ka intjar karte hai......
Pehle Zindgi Cheen Li Mujhse,Ab wo Meri Maut Ka Bhi Faida Uthate Hai,Meri Kabr Par Phool Chadhane Ke Bahane wo Kisi Aurse Milne Jate Hai
Dekha unhone hume jab apni tirchi nazron se Hum to madhosh hi ho gaye, Jab pata chala ke nazrein hi tirchi hai, Hum to behosh hi ho gaye!
Tumhe gairo se kab fursat, Hum apne gam se kab khali, Chalo ho chukka milna, Na tum khali na hum khali.
Do pal ki bhi khushi na mili to kya, Hum umar bhar gam ke sahare ji lenge. Kya hua jo humari girl friend nahi, Hum aapki girl friend ke sahare ji lenge.
Hum Gaye The unke Ghar Kehna Tha Dil se Dil Milalo Unki Maa Ne Khola Darwaza Hum Ghabra Ke Bole Aunty Bachho ko POLIO Ki Dawa Pilwa Lo..
Har patthar pe likhu, " I MISS U ", Aur wo har patthar tumhe maru. Taki tumhe ye ehsaas to ho apki yaad kitna dard deti hai…
MUSKAN AAPKE HOTON SE KAHIN JAYE NA, ANSOO APKI PALKON PE KABHI AYE NA, POORA HO AAPKA HAR KHWAB, AUR JO POORA NA HO, VO KHWAB KABHI AAYE NA...!
Ye CHAND bhi dekho kya ajib sitam dhata hai, Gour farmaye Ye CHAND bhi kya ajib sitam dhata hai, Bachpan me MAMA aur Jawani me SANAM nazar ata hai......!
Shayad mere pyar ko taste karna bhool gaye... Dil sey aisa CUT kiya ke PASTE karna bhool gaye...
Dil ke arman ansuo me beh gaye, Hum gali me the gali me reh gaye... Light chali gayi, Jo baat unse kehni thi wo unki mummy se keh gaye..!
Jise dil diya woh dilli chali gayi, jise pyar kiya woh italy chali gayi; dil ne kaha khud-kushi(suicide) kar le jalim, bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi