Zamana kitna kharab

Zamana kitna kharab
Zamana kitna kharab ho gaya he,Har sawal ka ulta jawab ho gaya he,Na Call, na Misscall, na SmS.Har koi mobile rakh k nawaab ho gaya he.
  

Jan, 23 2012     135 chars (1 sms)     4351 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Roz logo se aapke pange honge,Roz aapke ghar me dange honge,Agar mujhe sms nahi kiya to yaad rakhna aapke 17 bachche honge or sare k sare lafange honge…
SMS to Ek Bahana Tha.Irada to Aapka Ek Pal Churana Tha.Aap yaad Kare Na kare Koi Baat Nahin,Par Aapki Yaad Aati Hai Bas Itna Batana Tha.
Dekh Tere Sansaar Ki HaalatKya Ho Gayi Bhagwan,Kitna BADAL GAYA INSAAN.NA KOI SMS,NA KOI CALL,Hum Bhi Hai Hairaan,Kaise BUSY HUYE SHAITAAN
.Tere baal he ya ghana "Andhera",Tere baal hai ya ghana "Andhera"Kar dun "GANJA" ho jaye Sawera...!Ab Bolo wah wah!
Vo Chum Le 1 Bar To Aati Nahi Neend, Uski Meethi Aawaz Me Hi Raat Beet Jati Hai, Isliye YARO... Ye RISK Na UTHAO... KACHHUA Jalao MACHHAR Bhagao.
Jab jab hame pyaas lagti hai, unke aane ki aas lagti hai.Unki deewangi main hum ho gaye itne deewane,ki har ladki ki maa apni saas lagti he.
Tute hue dil ka muraba bana gayi Ghar ko mere kachre ka dabba bana gayi shadi k 3 mahine hi gujre the Na jane kis hisab se abba bana gai
Aapke life mein mithas ho cadbury jaise, ronak ho nerolac paint jaise, mehak ho Axe jaise, tazgi ho colgate jaise, aur tenssion free rahe huggies jaise
Soorat ke saath seerat ek husn-ezafi hai, har gul jo mehekta hai gulfam nahi hota
koi pathar se na mare mere deewane ko koi pathar se na mare mere deewane ko nuclear ka jamana hain bomb se uura do sale ko
Teri aankain jhuki jhuki tera chehra khila khila jab tere chehre per haath ghumaya to aadha kilo fair & lovely mila
Dekha unhone hume jab apni tirchi nazron se Hum to madhosh hi ho gaye, Jab pata chala ke nazrein hi tirchi hai, Hum to behosh hi ho gaye!