ZINDGI ek raat

ZINDGI ek raat
ZINDGI ek raat hai.. Jisme na jane kitne khwaab hai, Jo mil gya wo APNA hai.. Jo tut gya wo SAPNA hai..
  

Jan, 23 2012     103 chars (1 sms)     1453 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Deri hi sahi par duri to nahi, Intezar bhala par judai to nahi, Milna bichhadna to kismat hai apni, Aakhir insaan hai hum farishthe to nahi.
Labo ki hasi tere naam kar denge, har khushi tuj per kurban kar denge. Jis din hogi kami mere pyar me, zindgi maut k naam ker denge..
Ummidon ki imaarat deh gayi, Khwabon ki duniya bah gayi, Abe teri kya izzat rah gayi, Jab ek khoobsorat ladki tere ko bhayya keh gayi.
Yadon ko teri hum pyar karte hain!Ye jaan bi tumpar nisaar karte hain! Fursat mile tho kuch likh bhejna,Sirf ek Aapke hi tho sms ka intzaar karte hain..
Chehre ki hasi se har gam ko chupao bahut kuch bolo par kuch na batao khud na rutho par sabko manao yehi RAAZ hai zindagi ka bas jitehi jao
Jiski ek smile par duniya fida... Jis se dil na hina chahe juda... Jiska style hai La-jawab... UNHI ka SMS padh rehe hai aap janab
Kuch to jite hai jannat ki tamanna lekar,Kuch tamannaye jine sikha deti hai,Hum kis tamanna k sahare jiye,Ye zindagi roz ek tamanna badha deti hai.
Kuch Log Zindgi me Dukh pate he Zindgi kitni Anmol he Ye bhul jate he Zindgi Jina Gulab se sikho, Jo Khud Tutkar 2 Dilo ko Milate he...
dil lagane se pehle na kuch socha tha dil toot jaane ke baad na socha tha rah par chaltey chale aur karvan banta gaya zindagi mein jo paa liya usi ko manzil samaj kar apna liya
Agar hum ne aapko aapne gum de diye hote,To aap apne hosh kho diye hote,Hum to phir bhi muskura rahe hai,Aap to khuda ki kasam ro diye hote.
Chehre ki hansi se her gum chupao , bahut kuch bolo par kuch na batao , khud kabhi na rutho par sabko manao , ye hi raj hai zindgi ka bas jeete jao .
Gam is kadar mila ki sadme p gaye,khusi thodi si mili to milake p gaye,u to na thi janam se pine ki aadat,sharab ko tanha dekha to p gaye