Na aana use

Na aana use
Na aana use leke mere janaze main, meri mohobbat ki tauhin hogi, main 4 logon ke kandhe pe hounga, aur meri jaan paidal hogi.
  

Jan, 23 2012     125 chars (1 sms)     1065 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

KUCH KHWAAB AISE HOTE HAIN JINKA HAQEEQAT ME KHAYAAL NAHI KAR SAKTE,KUCH FAISLE KISMATKE AISE HOTE HAIN JINPAR HUM SAWAAL NAHI KAR SAKTE.
Mushkilo Se Bhag Jana Asan hota hai,harPal Zndgi Ka imtehan Hota Hai,darne Walo ko milta Nahi Kuch Zindgi me,ladne walo k kadmo Me jahan Hota Hai.
Dil se apka khayal jata nahin, Apke siwa koi yaad aata nahi, Hasarat hai roz apko dekhu, Par kambakt woh madari apko roz lata nahi
Hum aankhoko phool aur hotho ko kamal kehte he, jesi mehfil ho vaisi he gazal kehte he, Hum mehfil me jaya nahi karte, Hum jaha hote he log usai mehfil kehte hai
taro me akela chand jagmagata haimuskilo me akela insan dagmagata hai kanto se mat gabarana dost kanto me hi akela gulab muskurata hai.
Jo kal tha use bhulakar to dekho jo aaj hai use jikar to dekho, aane wala pal khud hi sawar jayega, bas zindgi ko pyar se jikar to dekho . .
fulo ka koi pariwar nhi hotakhusbu ka koi ghar nhi hotakagaz-pani ki dosti kitni b gehri kyu na hopar kagaz ki nav se dariya paar nhi hota
Sms diwangi hai jaam nahi,Kanto pe chalna aasan kaam nahi,Yeh toh pal2pal ka junun hai,Kyun ke sms karna har ek ke bas ki bat nahi He
Guzar gaya karvan nishan baki he,Dilme kuch bikhre hue arman baki he, Hua he lehro se samna is dilka,Ane abi to bahut se tufan baki he.
Pyar me duniya khubsurt lagti he Dard me duniya dushman lagti he aap jaisa dost hamari jindgi me na hoto Pani bhi hamko sharab lagti he
Ek se ek shararat apki dil khush kar dene ki aadat aapki hum rahe ya na rahe is jahan mein rahein salmat hamesh ye muskurahat apki
Baithe-Baithe jindgi barbad na kijie.Jindgi milti hai kuchh kar dikhane k liye. Roke agar aasman hamare raste ko. To taiyar ho jao aasman jhukane k liye.