Tadaptaa hai jo

Tadaptaa hai jo
Tadaptaa hai jo bina aapke, use gair ka saath nahin chahiye, nashe mein hoon main sharaab k, yeh khaali gilaas nahin chahiye.
  

Jan, 23 2012     125 chars (1 sms)     825 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Jo safar ki shuruat karte he,wo manzil ko paar karte he,Bus 1 Bar chalne kahosla rakhiye,Aap jaise musafiro ka to raste b intzar karte he,
Chaman Ko Sajaye Bahut Din Ho GayeTumhe Paas Bulaye Bahut Din Ho Gaye Kisi Din Achanak Chale Aao Tum Hume Muskurae Hue Bahut Din Ho Gaye
Wo Kya Samzegi Pyar Ki Gahrai Ko, Jo Pagalpan Samzati Hai Meri Tanhai Ko, Wafa Ki Ummid To Humne Hi Ki Thi, Ab Q ilzam De Uski Bewafai ko
Yadon ko teri hum pyar karte hain!Ye jaan bi tumpar nisaar karte hain! Fursat mile tho kuch likh bhejna,Sirf ek Aapke hi tho sms ka intzaar karte hain..
Gam na karna kabhi zindgi me,Kyuki taqdeer badalti rehti hai,Sheesha wohi rehta hai ,Bus tasveer badalti rehti hai
sitaro ko ankho me mehfuz rakhna, badi lambi raat hi raat hogi. Musafir hai hum b, musafir ho tum b, kal kisi aur mod par mulakat hogi.
KUCH KHWAAB AISE HOTE HAIN JINKA HAQEEQAT ME KHAYAAL NAHI KAR SAKTE,KUCH FAISLE KISMATKE AISE HOTE HAIN JINPAR HUM SAWAAL NAHI KAR SAKTE.
Pani me tairna machali ka style Hawa me udna panchi ka style Different messages bhejna apun ka style Fukat ka message padna Aap ka style..
Dil me Dua hai.Aankho me Nasha haiBaato me Maza haiChahat me Adaa haiAndaz b Juda haiArre yaar isiliye to sab.HUM pe fida hai.
Kuch Log Zindgi me Dukh pate he Zindgi kitni Anmol he Ye bhul jate he Zindgi Jina Gulab se sikho, Jo Khud Tutkar 2 Dilo ko Milate he...
Jivan guzarne ka bahana dhundte hain,Khatam na ho kbhi woh paimana dhundte hain,hosh me to tadpenge raat-din,jo hosh na ane de woh maikhana dhundte hai.
Aakho ki awaaz kuch aur hoti ha iaansu ki aag kuch aur hoti hai koun bichadna chahta hai apno se majburiyo ki baat kuch aur hoti hai