dil lagane se pehle na kuch socha tha dil toot jaane ke baad na socha tha rah par chaltey chale aur karvan banta gaya zindagi mein jo paa liya usi ko manzil samaj kar apna liya
Lakho log mohabbat karte he Duniya me,Shayad hum Un jaise nahi, Dikhane k liye hum bhi TAJMAHAL bana sakte he, Magar MUMTAZ ko marne de vo SHAH-JAHAN hum nahi