Aaj hum bichhade hai to kitne rangeele ho gaye meri aankhein surkh tere haath peele ho gaye kab ki patthar ho chuki thi aankhein magar chhu ke dekha to mere haath geele ho gaye
Yadon ko teri hum pyar karte hain!Ye jaan bi tumpar nisaar karte hain! Fursat mile tho kuch likh bhejna,Sirf ek Aapke hi tho sms ka intzaar karte hain..
Kya pata fir se wo taqdeer mil jaye,ZINDGI ka sab se haseen pal mil jaye,Chal banaye sagar pe ret ka makan,Shayad humein wapas fir se apna BACHPAN mil jaye.