Jo ho gaya use

Jo ho gaya use
Jo ho gaya use soncha nahi karte,jo mil gaya use khoya nahi karte,kuch hasil unhe hota hai"ZINDAGI"me,jo waqt ki halat me 'roya' nahi karte.
  

Jan, 23 2012     140 chars (1 sms)     2788 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Kitne b dur jao, Humse chup na paoge Zindgi k har mod pe hume paoge Chahe kitne b msg delete karo Subah inbox me fir hume paoge
Todna tute hue DIL ko bura hota hai,Jiska koi nahi uska tau KHUDA hota hai,Aadmi sab acche hai, Aadmi sab acche hai,Par waqt bura hota hai
Kadam kadam pe hawa ka dhyan rakhna, mushkil waqt mein dosti ko yaad rakhna, humari yadooon ki khushbooo zarooor aayegi, tum bas apni naak saaf rakhna......
Pyar to humein bhi karna tha, par kuch khaas nahi hua. Tajmahal to humein bhi banana tha.. par afsoos ke.... loan pass nahi hua..
Sath Chutne Se Riste Nai Chuta Krte, Waqt Ke Ruthne Se Lamhe Nai Rutha Karte, Log Kahte He Mera Sapna Tut Gya, Tutati Nind Sapne Nai Tuta Krte.
Soch ko badlo,sitare badal jayege,Najar ko badlo,nzare badal jayegi,Kashtiya badalne ki jarurat nahi,Dishaon ko badlo,KINARE badal jayenge.
Aaj ek zindagi aur jee lo, Aaj ek sapna aur dekh lo, Aaj thori khushi aur bant lo, Aaj ek sms aur kar lo, Aaj bas aaj, kya pata kal balance ho na ho.
Ansu na hote Ankhome to Ankhe Itni khubsurat na hoti Dard na hota dilme to khusiyo ki kimat na hoti Puri hoti sab ki Murade to kisiko khuda ki Zarurt na hoti.
Phool umeedon ke khil hi jayenge, Hum ek roj mil hi jaayege,Kon rokega sagar ki maujon ko,toofan uthege to kinare hil hi jayege.
Hazaro ki ginti to hame nahi aati,par khwab kuch aisa dekhte hai,ke ret ka har zarra agar hira ban jaye to tohfe me aapko registan dene ki khwaish rakhte hai
Mai Tod Leta Agar Wo GULAB Hoti,Mai Jawab Banta Agar Wo SAWAL Hoti,Sab Jante H Mai Nasha Nhi Karta,Fir B Pi Leta Agar Wo SHARAB Hoti
YAADO ki zanzir me band jate hai,MOTI banke raho me aapki bikhr jate hai, PADTE hai jab hum SMS aapka AANKHO se ASHQ chhalak jate hai