santa- Raat muje ek aadmi ne chaku dikhakar loot liya. Friend- Lekin tere paasto hamesha gun hoti hai. santa - wo meine chupa di thi, varna wo bhi chori ho jati…
Ek baar ek sardar sukhe khet mein boat chala raha hota hai. Doosara sardar apni Biwi ko leke scooter pe jaa raha tha. Pehle Sardar ko boat chalate dekh, woh apni biwi se kehta hai "dekho aise sardaro ne hi to sardar ka naam kharab kar rakha hai, woh to mujhe swimming nahi aati, nahi to mein usey bahut maarta."
SANTA g school mein 1 white aur 1 black shoes pehan kar chaly gay principal ne SANTA g ko bolaya or kaha ghar ja k shoes chang kar k ao SANTA g boly koi faeeda nahi sir ghar mein b 1 white or 1 black hi ha
Santa to banta,"oye tu har sms mujhe do baar kyun bejhta hai". Banta" vo is liye, ki agar tujhe ek forward karna ho to dusra to tere paas rehna chahiye".