Santa singh to his friend: Yar bari mushkil main hoon mairi bivi mujh say 1 kiss ka 50RS laiti hay ..... friend: acha, yar to bara lucky hay doosron say to wo 500RS laiti hay.
Santa: My dad was an extremely brave man. He once entered a lion's cage. Banta: He probably got a lot of applause ven he got out. Santa: I didn't say he got out.
Banta ped pe chada to upar baithey bandar ne poocha: Upar kyon aaya? Banta: Apple khane. Bandar: Yeh to aam ka ped hai. Banta: Pata hai, apple saath laya hoon.
santa ki maa: Puttar tujhe yahan se jalandhar jane me to ek din laga par wapas aane me 3 din lag gae wo bhi nai car se? santa: Maa yeh car banane wale bhi pagal hai jane ke liye to 4 gear dete hai par aane ke liye 1 hi gear dete hai.