Santa apni khubsurat BIBI ke sath TAXI me betha.Driver ne SHISHA set kiya.Ye dekhte hi SANTA gusse me bola"Meri BIBI ko DEKHTA hai,piche BETH taxi me CHALAUNGA.
Ek truck dusre truck ko khinckar le ja rha tha, ye dekkar sardar haskar lotpot hoke gir pada, aur bola ek rassi ka tukda uthakar le jane ke liye 2-2 truck..
SANTA NE BIWI SEY POOCHA AAJ THO CHICKEN BAHUTH TASTY HAI.. KUCH KHAS MASALA LAGAYA KYA? BIWI: KUCH NAHI THODI SA JAL GAYA THA... ISLIYE BURNOL CREAM LAGAYA...