SANTA g school mein 1 white aur 1 black shoes pehan kar chaly gay principal ne SANTA g ko bolaya or kaha ghar ja k shoes chang kar k ao SANTA g boly koi faeeda nahi sir ghar mein b 1 white or 1 black hi ha
Sardar ne makkhi ke pankh tod ke kaha; Udh ja. But Makkhi nahi udi, Sardar ne kaha; Saabit hua "agar makkhi ke pankh tod diye jaye to makkhi sun nahi sakti
Gurdas Maan: Santa ji, aapke bhai ki shaadi mein kitne gaane gaane hain, us hisab se rate lagega? Santa: 2-3 gaa kar prg shuru kar dena, baad mein sharabi baraat ne generator ki awaaz par hi naachte rehna hai