Lady TeacheRam make one sentence in which all tenses past, present & future are included. Ram: Sau saal pehle mujhe tumse pyar tha Aaj bhi hai aur Kal bhi rahega!
bikari : 50 paise de de ,maine 3 din se khana nahi khaya baba marvadi : 50 paise nahi 5 rupaye dunga,pehle yeh bata 50 paise mein khana kaha milta hai…”??
MUNNA BHAI : Mamu, apun bachpan mein dus maley ke building se gir gaya tha. MAMU : Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya? MUNNA BHAI : Yaad nehin hai yaar. Bahut purane baat hai.