Aey item kya kar rela hai,teri bahut memory arela tha,akha world me apun ko ekich to tere jaisa item mila hai.miss to karegaich na. Chal smile de dal..Gud day.
Pyari si sweet'ssi neend ke bad, raat ke kuch lamho ke bad,subahe ke kuch naye sapano ke saat, duniya me kuch apano ke saat, aapko pyara-sa shubprabat.
KHUSHI se dil ko aabad karna, GAM ko dil se aazad karna................ Bas itni gujaarish hai aapse ki, ho sake to din mein ek baar yaad jaroor karna..........gd mrng