Diwali aa rahi hai me apna man kewal Puja,Archna Aarti,Shradha Bhakti,Bhawna me hi lagana chahta hu. Aapke pados me koi rahti ho to btana. Happy Diwali.
"aaj se aap ke yaha...dhan... ki barsat ho, maa laxmi ka... vas... ho, sankatto ka.... nash... ho har dil par aapka... raj... ho, unnati ka sar par... taj... ho ghar me shanti ka.... vas... ho HAPPY DIWALI
Dulhan se saje ye dharti, Charon taraf hariyali ho, chamak uthe har ghar ka angan, har din nayi diwali ho, ho khushiyo ki bahon me bahen, sapne sare sach ho jaye, manchaha pura karnewali aysi yah diwali ho...