"aaj se aap ke yaha...dhan... ki barsat ho, maa laxmi ka... vas... ho, sankatto ka.... nash... ho har dil par aapka... raj... ho, unnati ka sar par... taj... ho ghar me shanti ka.... vas... ho HAPPY DIWALI
Deep jalte rahe jagmagate rahe, hum aapko - aap hame yad aate rahe, jabtak zindagi hai dua hai meri, aap phulo ki tarah muskurate rahe. Wish you a HAPPY DIWALI
Diwali Parva hai Khushio ka, Ujalo ka, Laxmi ka.... Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho, Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho... Happy Diwali