I Pray to God to give U Shanti, Shakti, Sampati, Swarup, Saiyam, Saadgi, Safalta, Samridhi, Sanskar, Swaasth, Sanmaan, Saraswati, aur SNEH. SHUBH DIWALI..
Deep jalte rahe jagmagate rahe, hum aapko - aap hame yad aate rahe, jabtak zindagi hai dua hai meri, aap phulo ki tarah muskurate rahe. Wish you a HAPPY DIWALI
Dali ne dali par nazar dali, kisi ne is par dali, kisi ne uspar dali, hum ne jis par nazar dali, uske baap ne uski shaadi kahin aur kar dali. Happy Diwali
Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se... Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se, Sab Hasratein Puri Ho Aapki, Aur Aap Muskaraye Dil-o-Jaan se!! Happy Diwali and New Year that leads you on the road of Success. A Bliss from Inside
Isse pahale diwali ki sham ho jae, badhaiyo ka silsila aam jae, bheed me shamil hamara bhi naam ho jae, kyo na DIWALI ka abhi se RAM RAM ho jae. Happy Diwali...