3 people asking

3 people asking
3 people asking your phone no. I didn"t give your no. but I gave them your home address. the are coming home this diwali. they are SUKH SHANTI & SUBH DIPAWALI"
  

Jan, 14 2012     159 chars (1 sms)     1282 views       Festival > Diwali

more Diwali SMS Messages

Laye Khushiyon ki Bahar, Barsaye Pyar hi Pyar, Dhan Sampati se Paripurna Ho Aap, Icchayen Sabhi Poori Kare Nav Varsh ka ye Tyohar, happy diwali andHappy New Year to you!
Diwali kuch nahi hai ek nam roshni ka, kijiye kabul jara ye salam roshni ka, ghar ke aangan me jalata hu wo diya, aaya hai lekar paigam roshni ka... Happy Diwali
Nayi umeed aur khushi lekar aya aaj savera. Sukh-Samrudhi, hasi-khushi, ka ho apke ghar me dera. SHUBH DIPAWALI
Capital ka hath ho, Reliance ka sath ho, Portfolio me Jai Corp ka niwas ho, Aur RPL ke Ashirwad se Aapke Jeevan me NOTO ki BARSAT ho...
HAPPY DIWALI
Nikhal maitrichi jyot kayam thevat thevnarya tumchya aathvanine mazya dipavalichi suruvat hote aahe, dipawalichya manapurvak shubbhecha...
Please recive our simple Gift of "WISH ""wrapped with LOVE" tied "with CARE" "n sealed with a PRAYER" to keep U & Ur Family " "SAFE "& HEALTHY" HAPPY DIWALI.
Puja ki Thali,Rasoi me PAKWAN.Aangan me Diya,Khushiya ho TAMAAM,Hatho me fuljhariya,Roshan ho JAHAAN,Mubarak ho aapkoDIWALI Mere yaar
Safalta Kadam Chumti rahe, Khushi Aaspas ghumti rahe, Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye, Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye, Happy Diwali
Isse pahale diwali ki sham ho jae, badhaiyo ka silsila aam jae, bheed me shamil hamara bhi naam ho jae, kyo na DIWALI ka abhi se RAM RAM ho jae. Happy Diwali...
A HAPPY DIWALI With my 1 heart 2 eyes 7 liter blood 206 bones 4.5 million red cells 60 trillion D N A"S... All wishing you a very very HAPPY DIWALI
Swarglok se samst devta, Vaikunth se Laxmi-Narayan, Kailash se Uma Shankar, Brahmalok se BRAHMA aur DHARTI se Swayam HUM aapko DIWALI ki Shubhkamanaye dete hai...
Aaye Amawasya ki sunahri raat Maa Laxmi ka Ashirwad Jagmage Depon k Sath Dharti par Chamkte Sitaron ki Barat Khushiyon bhari SUBH DIWALI.