aaj se aap ke yaha...dhan... ki barsat ho, maa laxmi ka... vas... ho, sankatto ka.... nash... ho har dil par aapka... raj... ho, unnati ka sar par... taj... ho ghar me shanti ka.... vas... ho * HAPPY DIWALI
Diwali kuch nahi hai ek nam roshni ka, kijiye kabul jara ye salam roshni ka, ghar ke aangan me jalata hu wo diya, aaya hai lekar paigam roshni ka... Happy Diwali
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. Happy Diwali