Ham tere dil

Ham tere dil
Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar, Tere lab pa khilenge muskaan bankar, Kabhi hamein apne se juda na samajhna, Hum tere saath challenge aasmaan bankar.
  

Jan, 24 2012     158 chars (1 sms)     908 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dost subah teri.Sham meri ho, Din tera. raat meri ho,Hansi teri.Udasi meri ho,Jab maut aaye to Dost sirf kabar teri ho or usme laash meri ho
Dil ko pata tha wo zarur ayegi, dil ko pata tha wo jarur ayegi.. par kabhi socha na tha ke surprise mey wo apna Husband saath layegi!
Dosti Pool se kya karni, woh to murjha jata hai, Dosti karo to Kante se karo, jo chubhane baad bhi yaad aata hai
Baadal garaja magar barasaat nahi aayi, Dil dhadaka magar aawaj nahi aayi, Pura din gujarane ko hai dost, kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi?
Zindagi zakhmo se bhari hai, waqt ko marham banana seekh lo. Harna toh hai hi maut ke hatho ek din, Filhaal zindagi ko jeena seekh lo dost
KUCH YAADE YAAD RAKHNA KUCH WADE YAAD RAKHNA KUCH BATE YAAD RAKHNA AAGE SATH RHE NA RAHE HAM HAM SATH RAHE THE KABHI BAS YE YAAD RAKHNA,
Chand ki dosti raat se subah tak Suraj ki dosti subah se shaam tak. Par Hamari Dosti Pehli Mulakat se aakhri SaanS tak
Kal fir yehi sama hoga ham me se kaun na jane kaha hoga. murzaye ful to mil jaynge kitabo me, par bichade hue dost ka shayad hi koi pata hoga
1din hamari muskan, hamse puchh baithi, hume rooz kyo bulati ho? hamne kaha, hum yaad apne dost ko karte hai, tum unki yaadon k sath chali aati ho.....!
Dosti Or Mehndi Me Khas Farak Nahi Hota, Dono Ek Kaam Kar Jati Hai, Zindgi Main Khushiyo Ke Rang Deti Hai Or Khud FANNAH Ho Jaati Hai.
Aap ko khone ka har pal darr laga rehta hai. Jab ki aap ko paaya hi nahi.. Tum bin itna tanha hoon mein. Ke mere saath mera saaya bhi nahi.
Bhige mosam ki khushbu hawaon me ho. Apki dosti ka ehsas fizao me ho yu hi sada rahe apke hoto pe muskurahat itna asar meri duao me Ho .