Avaz sun lete

Avaz sun lete
Avaz sun lete agar is dil k rone ki, Jarurat na pdti. hame u palke bhigone ki, Vo the hi kaha hmare jo gair hue, Hote hum unke to koshish na karte vo dur hone ki
  

Feb, 01 2012     161 chars (2 sms)     2234 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

phoolon se sundar koi ho hi nahi sakta; sagar se gehra koi ho hi nahi sakta; ab aapki to kya baat karein? aapse pyara koi ho hi nahi sakta.
Wo Jo Sar Jukae Bethe H Hamara Dil Churae Bethe HHumne Unse Kaha Hamara Dil Hume Lotado To Bole,Hum To Hatho Me MEHENDI Lagae Bethe He
Kaun kahta hai maine tumko bhula rakha hai dil me hr Raz jo chipa rakha hai Tune jo dil ke andere me ki thi roshni us roshni ko aaj bi sajaa rakha hai
Koi kisi ko itna yaad na kare ki uski Jindagi Yaadgar ban jaye, Karna he to utna Yaad karo ki Uski Yaad me Jindagi ban jaye...
Dard Bola To Sunaayi Dega Tera Her Ashq Dikhayi Dega Ishq Tujhse Hai Kambakht Mujhe Ab To Brson Ki Judayi Dega Waqt Rukta Nahi Rahon Ke Bich
Ishq ne Ranjhe ko Pagal bana diya, Ishq ne Mira ko Zehar pila diya, Maloom nahi kaun hai is ishq ka khuda,Jis ne Hum sab ko ye Rog laga diya
Har Baar Hosla Karte Hain , Phir Khud Hii Tut Jate Hain Iss Dil Ko Khud Hii Samjha Kar , Iss Dil Se Har Jate Hain
Dilme chahat ka diya jalakar chup gaya koi,Mujhe apna diwana bana kar chup gaya koi,yeh dard kya hota hai malum na tha hume,Dardka rasta dikha kar chup gaya koi
Kaash ye zalim judai na hoti... Rabba tune dil cheez banayi na hoti... Na hum unse milte aur na pyar hota... zindagi jo apni thi aaj parayi na hoti.....
Jhutha tha tera Pyar, par fir bhi tujse Nafrat nahi kar sake, ise Beebasi hi kahenge, k hum tujhe bhulane ka Natak bhi na kar sake, ye nahi kahenge k teri Yaad me rote rahe, Afsoos to is Baat ka hai, k tere jhute Pyar ko Yaad kar k hi hum muskurate rahe.
Sochta Hu Kya Use Nind Ati Hogi Ya Meri Trah Sirf Asq Bahati Hogi Wo Meri Shakl Mera Naam Bhulane Wali Apni Taswir Se Kya Ankh Milati Hogi.
Pal pal ne kaha ek pal se pal bhar ke liye tum mere ho jaao pal bhar ka saath kuch aisa ho ki har pal hi yaad aao.