Ye Dekha Hai Humne Aazma Kar, Dur Chale Jaate Hai Log Aksar Kareeb Aakar, Kehti Hai Ye Duniya Par Dil Nahi Manta, Chod Jaoge Tum Bhi Ek Din Mujhe Apna Banakar
meri kisi khata pe naraj na hona. apni pyari c muskan kabi na khona. sukoon milta hai sunn kar apki hansi ko, haste rehna zindgi me kbi udaas na hona…….
Jahan Se Tej Hawa Ka Aana Jana HiNatija Kuch Ho Charag Wahin Jalana HiHaweli Wale Meri Taraf Hakarat Ki Nazar Se Na DekMuze Yahan Nhi Janat Me Ghar Banana Hi
Pilana farz tha kuch bhi pila diya hota, Sharab kam thi to pani mila diya hota, Agar zuban pe sharm-o-haya ka pehra tha, To muskura ke sar hi hila diya hota.