Tanhai Hai Pyar

Tanhai Hai Pyar
Tanhai Hai Pyar Me,Barbadi Hai Pyar Me,Aansu Hai Pyar Me,Bebasi Hai Pyar Me,Hum Ko Sab Pata Hai Lekin Kya Kare Hum Bhi Hai Pyar Me
  

Jan, 30 2012     130 chars (1 sms)     995 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ek samundr Hai k mere Muqabbil He Ek Qatra He k Mujse Sambhala Nhi jata Ek Umer Hai k Bitani He tere Bagair Ek Lamha Hai k Gujara Nahi Jata
Us ajnabi mein yeh kaisi kashish hai,Ke hum uske paas kihche chale aate hain.Uski aankhon mein ye kaisi gehraayi hai,Ke hum un mein apne aap ko hi bhul jate hain.Uski baaton mein yeh kaisi nazaakat hai,Ke who raat din hamaare khayaalon mein rehte HAI
KIMTI palo ko yun na bitana, Haste rehna ro kar hume na rulana; Hum yaad hai apko itna hi kaafi hai; Kabhi bhool bhi jaao to hume mat bataNA
Zindgi se sabhi ko mohabbat he Par zindgi kisi ki mehbuba nai banti Tamanna leker jeete he sab log Magar har tamanna taqdeer nai banti.
Dekho aawaz dekar, paas hamme paoge, aaoge tanha par tanha na jaoge, dur rahkar bhi tumhi par hai nazar meri, hathon se tham lenge jab bhi thokar khaoge
Un k hoonton say ada hoonay laga hun main... Thry a zeenat dast bapa honay laga hun main... Choom kar maatha mera laga lay gaalay muj ko.. Ay zindagi tuj say juda hoonay laga hun main.......
shaam-o-saher use pukara maine,kyu use meri aawaz sunayi na di,palke bichaye baithe hai intezar me,kyu beqarar nazre use dikhayi na di..!
ye kaisi kashmakash hai zindagi me, kisi ko dhundte hai hum kisi me"
Gum N Ho Waha Jaha Ho Fasana Tera,Khusiyan Dhundhti Rahe Asiyana Tera,Wo Waqt Hi N Aaye Jab Tu Udas Ho,Ye Duniya Bhula N Sake Muskurana Tera
Fulo ki tarif sab karte hai, badi mushkil se log kato pe gaur karte hai, mali to sirf nam ke hote hai... fulo ki hifazat to kate hi kiya karte hai...
Åpne Åpni Åånkho Me Nur Chupå Råkhå Håi, Hosh Wålo Ko Diwånå Bånå Råkhå Håi, Nåz Kåise Nå Kåru Ååpki Dosti Pår Muj Jåise Nåchiz Ko "KHÅS" Bånå Råkhå Håi...
Dekh kar tujhko yakeen hota hai,Koi itna bhi haseen hota hai,Dekh paate hain kahan ham tumko,Dil kahin, hosh kahin hota hai.