Jahan Se Tej

Jahan Se Tej
Jahan Se Tej Hawa Ka Aana Jana HiNatija Kuch Ho Charag Wahin Jalana HiHaweli Wale Meri Taraf Hakarat Ki Nazar Se Na DekMuze Yahan Nhi Janat Me Ghar Banana Hi
  

Jan, 28 2012     157 chars (1 sms)     1312 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Hume Hasne-Hasane kiadat he Nzron se Nzar Milane ki adat he Par hmri to nzar unsehai ja mili Jinhe nzar Zhukake Shrmane ki Adat he.
Her baat ka matlab inkaar nahi hota her jaghah pe beithna intizaar nahi hota yun to milti hain hazaroon se nazrein Her nazar ka matlab Pyaar nahi hota
Mulakaat maut ki mehmaan ho gai. Nazar ki duniya veeraan ho gai.. Ab to meri saas bi meri na rahi.Ye zindagi apki dosti par KURBAAN ho gai
EK Din usse bat n hui to dil udas ho gya.Kuch hi pal me wo itna khas ho gaya.Ab tak pata nhi thi dil ki tanhai,Lekin uski judai se uski ehmiyat ka ehsas ho gya
Raste par mat baitho hawa tang karegi, Gujare hue lamhon ki saja tang karegi, Kisi ko mat lao dil ke itne kareeb, uske jane par uski har ek ada tang karegi.
E kalam zara Ruk-Ruk ke chal.. " Gazab ka Mukam aaya hai... " Thodi der taher ja kyoki... " Teri Nok ke neeche mere "DILDAR" ka naam aaya hai..
Kon Kehta He? Hum Mar Jayenge;Hum To Dariya He SagarMe Utar Jayenge;Tum Taras Jaoge Pyar Ki 1Bund K Liye Hum To BadaL He Kahi B Baras Jayenge!
Aap ki yaad ko rok pana mushkil hai,rote hue dilko manana mushkil hai,ye dil aapko kitana yaad karta hai,ek sms me likhapana mushkil hai !!!.
lamha lamha jod kar zindagi banai, zindagi me aapki dosti se mehak aai, dosti ke naam kar diye kuch lamhe,baki lamho me aapki yaad aai.....
Dilme ho pyar jab kisi ke liye to us pyar ko bhul se b na rulana Q ki pyarko rulanewala ek din khud usi pyar k liye royega.
Youn Badi Der Se Paimaana Liye Betha Hu, Koi Dekhe To Ye Samjhe K Piye Betha Hu.... Zindagi Bhar K Liye Ruth K Jaane Wale, Mein Abhi Tak Teri Tasveer Liye Bhetha Hu....
Laut kar aane ka na ikrar kiya, dil ke armano ka na izhar kiya, wapas aane ka wada to karo sanam, phir shikayat karoge ke intezar na kiya....