Mehfil bani rahe

Mehfil bani rahe
Mehfil bani rahe yuhi tumhari, Chahe bikhar jaaye ye zindagi humari, Deewangi iss kadar ban gayi hai, Ke seh naa paaye ek pal judaii tumhari
  

Jan, 31 2012     140 chars (1 sms)     997 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Us din khuda Ne b jashn ManayaHoga Jis din fursatSe apko BnayaHoga AnkhoSe uskeB nikle HogeAnsu JabApkoYahan bej kr khudKo akelaPaya hoga
Yaadon ke phul tanhai me bikhar jayenge,Kya pata bikhar kar kidhar jayenge,Lekin guzre jo lamhe saath apke,Wo lamhe har halat me yad aayenge.
Yado se judke Yaad aate ho Aap Yaad aakar Yaadgar ban jate ho Aap Yaado hi Yaado me samne aa jate ho Aap Kyu Yaad ko b Yaad bana jate ho Aap
phir din dhal gaya,fir raat aa gayi ,fir tanhai me baithne ki baat aa gai,abhi to taron ki panah me beithe hi the ,chand ko dekha to un ki yaad aa gai.
Jab tumhara dil udaas ho,Humari mulakato ko yaad kar lena,Jab sab saath chhod de tera,Humari baaho ko yaad kar lena..
Ansu aajate h ankho me rone se pehle Har khwab tut jata h sone se pehle PANA h muskil ye to samjh gaye Kash koi rok leta pyar hone se pehle.
raho me mat baitho hawa tang karegi,gujre huye lamho ki saza tang karegi,kisi ko mat layo dil k itne karib,uske jane k baad uski har ada tang karegi
Aaj Phir Pal khubsurat Hai,Dil Me Bas Teri Hi Surat Hai,Kuch B Kahe Duniya Hume Koi Gum Nahi,Duniya Se Zada Muje teri zarurat hai...
javani ko jindagi ka nikhar kahate hai, patjad ko chaman ka majdhar kahate hai,ajeeb chalan hai duniya ka yaro,1 dhokha hai jise sab pyar kahate hai.
Yaadon mein tum, khwabon mein tum Aankhon mein tum, dil mein tum Yaad karein bhi to kaise karein dost tujhko Jise bhula na paayein wo hi shaks ho tum.
Kyu teri khaMoshi Muje khaMosh kar jati haiKyu teri udasi Muje udas kar jati hai Kya rishta hai Mera-tera Jo har-pal teri yaad aa jati hai.
Dard me koi mausam pyara nahin hota, dil ho pyasa to pani se gujara nahin hota, dekhe zara koi bebsi hamari,hum unke ho gaye jo hamara nahin hota