Kabi ro k muskraye kabi muskra k roe,Teri yad jab b ayi tuje bhula k roe ek tera hi nam tha jise hazar bar likha,Jitna likh k khush huye Usse jyada mita k roye!
Kisi khas ko nazar andaj kiya nai jata jinhe bhul nai sakte unhe yad kiya nai jata. Ye yaden to sahil hai un lamho ka jin lamho ko dobara jiya nai jata..
Na kabhi muskurahat tere hothon se duur ho.. Teri har khwahish haqiqat ko manzoor ho.. Ho jaye jo tu mujhse khafa.. Khuda na kare mujhse kabhi aisa kasoor ho..