Dard Bola To

Dard Bola To
Dard Bola To Sunaayi Dega Tera Her Ashq Dikhayi Dega Ishq Tujhse Hai Kambakht Mujhe Ab To Brson Ki Judayi Dega Waqt Rukta Nahi Rahon Ke Bich
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     966 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mayoos tow hoon mager hona nahi chahti Kia karon mein ussay bhulana nahi chahti Janti hon wo bay khaber hai mujhe se phir bhee Uss k khayal ko dil se mitana nahi chahti
Kisse Se Mange Dawa Zakhmon Ki Sabhi Ne Chotein Khaain Hai Kisi Ka Sanam Bewafa Hai To Kisi Ka Sajan Harzaai Hai
Teri palko pe khwab rakh gaya koi,teri saso pe naam likh gaya koi,chalo vada raha tumse,bhool jana hame. agar humse acha tumhe yaar mile koi.
tanha ho kabhi to mujhe dhoond lena is dunia se nhi apne dil se pooch lena aapke aas paas hi kahi rehte hai hum yaado se nhi to sath guzare lamho se pooch lena
Khudaa jab husn deta hai nazaakat aaa hi jati hai, Kadam chun chun kar rakhti ho..... Phir bhi kamar balkha hi jaati hai.....
Aapki Dillgi Me Apne Hosh kho Baithe Kal tak khuda k the aaz aap Ke ho baithe SunaTo tha Pyar diwana kr deta he, Aaz khud kar Ke,Hum B hosh kho baithe
Dard me koi mausam pyara nahin hota, dil ho pyasa to pani se gujara nahin hota, dekhe zara koi bebsi hamari,hum unke ho gaye jo hamara nahin hota
Yaddein Hi 1 Baki Reh Gayi Hai,Vo Pal Vo Batein Kaha Ab Yaro,Bas Sapno Mein Hi Kabhi Mil Lete He,Vo Roz Ki Mulaqaate Kaha Ab Yaaro..!!
rasmo rivajo ki jo parwah karte hai mohabbat me wo gunaah karte hai ishq to wo junun hai jalim jis me deewane khushi se khud ko fanah karte hai
ek din khuda se dua mangi, dua m humne maut mangi. khuda ne kaha... M maut to de du per use kya du, jisne mujhe teri lambi umar ki dua mangi.
HO PURI DIL KI HAR KHWAHIS AAPKI, AUR MILE KHUSIYO KA JAHAN AAPKO. AGAR AAP MANGE AASMA KA 1 TARA, TO KHUDA DEDE SAARA AASMA AAPKO
Hichkiyon se ek baat ka ehssas hai ki shayad koi hume yaad karta hai Beshaq milne na aaye par chand lamhe hum par barbad to karta hai