Tum dil ko

Tum dil ko
Tum dil ko bekrar kyo nahi karte, Meri mohabbat par atbar kyo nahi karte, Jee nahi sakta hoke juda tumse, Lekin tum to mohabbat ka izhaar nahi karte.
  

Jan, 31 2012     149 chars (1 sms)     948 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Zikr unka hi ata h mere fasane me,Jinko jaan se jyada chaha zamane m,Tanhai m unki hi yad ka sahara mila,Nakamyab rahe hum jinhe bhulane me
Kismat K Maro Se Pyar Kiya Nahi Krte,Dar Dar K Hum Kabhi Jiya Nahi KarteDil TootNe Ka Dar Unko Hoga Jo Bichadne K Dar Se Pyar Kiya Nahi Karte.
Dua h k teri dunia me koi gam na ho.dua h k teri muskan kbhi kam na ho.agar kbhi teri palko me ansu aye to dua hai k uski vajah kbhi hm na ho
Gum N Ho Waha Jaha Ho Fasana Tera,Khusiyan Dhundhti Rahe Asiyana Tera,Wo Waqt Hi N Aaye Jab Tu Udas Ho,Ye Duniya Bhula N Sake Muskurana Tera
Unki Ankho Se Kash Koi Isara To Hota,Kuch Mere Jine Ka Sahara To Hota,Tod Dete Hum Rasm Jamane Ki,Ek Bar Hi Sahi Usne Pukara To Hota.
Jawani agar diwani na hoti to jahan mein mohabbat nahi hoti. Ya tim timate sitarein na hote to raat itni suhani na hoti.
Wo kahin b rahen sar pe uske ilzaam to hai,uske hathon ki lakiron me mera naam to hai,wo mujhe apna banaye ya na banaye zamane me mere naam se woh badnam to hai
Palak jhuka k salam karte hai,Is DIL ki dua aapke naam karte hai,Kabul ho to muskura dena,Aapki muskrahat pr ham jaan nisar karte hai..
Ehsas dilaya hai too milta hee nahee Ajnabi tha too roz mila karta tha Ab mari har bat kay wo maani pochay Jo mari soch ki tahrir likha karta tha.
Muqaddar Main Likhi Koi Baat Ho Tum Taqdeer Ki Ek Soghat Ho Tum Kar K Dosti Tum Se Mehsoos Ye HuaJ aise Sadiyon Se Yuhi Mere Saath Ho Tum
Muhabbat ke paath saare humne bhi padhe hai, Aajmaayein kaise ye koi to bataaye Manaane ko hum dil-o-jaan lutaa denge sataane ka haq koi to jataaye..
LAB KHAMOSH HAI AANKHON SE BAAT HOTI HAI, AISE HI DOSTI KI SHURUVAAT HOTI HAI, TERE HI KHAYALON ME KHOYE RAHTE HAI, PATA NAHI KAB DIN AUR KAB RAAT HOTI HAI......