Jiyo Itna K

Jiyo Itna K
Jiyo Itna K Marna Mushkil Ho Jaye Hasna Itna K Rona Mushkil Ho Jaye Kisi Se Pyaar Karna Buri Baat Tou Nahi Magar Pyaar Karna Tou Itna K Bhulana Mushkil Ho Jaye
  

Jan, 28 2012     159 chars (1 sms)     1084 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mumkin nahi shayad kisi ko samajh pana, samjhe bina kisi se kya dil lagana, asan hai kisi se pyar jatana, bahut mushkil hai kisi ka pyar pana...
Wada karte hai 2sti nibayenge,Koshish yahi rahegi apko nahi satayenge,Jarurat pade to DIL SE pukarna,kisi or k DIL se bhi chale aayenge
Dil ko dhadkana aapne sikhaya, ankho ko rulana aapne sikhaya kaise kare bewafai aapse, pyar karna bhi aapne sikhya
Tum Pyar Krte Ho Humse Par Izhar nahi krte,Marte Ho Humpe par Ikrar nahi karte.Humari palke apke intzar me Hai,Or aap Hai jo hume Yaad Nahi Karte
Dosti ki ek andekhi surat ho aap, Kisi ki Jindagi ki jarurat ho aap, Khubsurat to ful bhi bahut hai, lekin kisi ke liye, ful se bhi khubsurat ho aap...
Jitna pyar paya hai tumse. Ussse aur zyada pane ko jee chahata hai. Jane who kaun se khoobi hai aap mein ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai
Kaanch ka tohfa na dena kabhi Ruth k log tod diya karte hai Jo bahut ache ho unse pyar na karna Aksar ache log hi dil tod diya karte hai
Dil Par Kisi Ka Zor Nahi Hota.Dil Ki Aawazo Se Shor Nahi Hota.Iske Khone Ka Gham Kare B To Kaise.Kyuki Dil Churanewala B Chor Nahi Hota.
Dhoondhta Phirta Hoon Main Logon Main Shabahat Uski Ke Woh Khwabon Main Bhi Lagti Hai Khyalon Jaisi
Chup rehete hai ki koi khafa na ho jaye,Humse koi ruswa na ho jayeBadi mushkil se koi apna bana hai.Milne se pehle hi juda na ho jaye.
Hawaai ab bhi manchali hai, khawaesh ab bhi jawan hai, tujhe dhundtha hoon harpal, tu na jaane kaha hai!
Zaruri nahi k jeene ka sahara ho,jise chaho wo hamara ho,dub jaye kashti hamari hame gam nahi,bas tamanna he ke dubne tak sath tumhara ho