yade jo khoyi khoyi aati hai to raatein bhi soyee soyee aati hai ..shaam ki izzazat lekar chand kya nikla.ye hawayein bhi sharab mein bhigoyee si aati hai..
RAHO ME DEKHA DIVARO KI TARAH, KHVABO ME DEKHA UJALO KI TARAH, DIL TO KYA HAM RUH ME SAMA JATE MAGAR, AAJ TAK KISI NE CHAHA HI NAHI CHAH NE VALO KI TARAH.
*Har pal pyar ka irada hai aapse* *apnapan hi kuch itna zyada hai aapse.* *Na sochenge sirf umar bhar k liye* *Qayamat tak sath nibhayenge ye wada hai aapse*