Bahut door hai

Bahut door hai
Bahut door hai humare ghar se, tumhare ghar ka kinara... par Hum hawaa ke har jhonke se puchh lete hain..., kya haal hai Tumhara....
  

Feb, 01 2012     132 chars (1 sms)     5243 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mat Muskurao itna, ke phoolon ko khabar lag jaye, Ke kare woh tumhari Tareef, Aur tumhe nazar lag jaye.
Khuda nazron ko kuch aisi khudai de, Jidhar dekhu udhar woh dikhai de Kash aisa chatmatkar ho jaye hawa mein Usko pukaru aur usiko sunai de
Na Neend Ati Hain Na Chain Ata Hai... Koi Tu Batahe Aisa Kyun Hota Hain... Chalte Chalte Qadam Rukh Jate Hain... Jaise Koi Awaz De Raha Hota Hain... Chehra To Nazar Nahi Ata Hain... Lakin Kisi Ka Ehsas Wahan Hota hain..........
kaash tum chand aur main sitara hota Falak par ek ashiyana hamara hota Loog tumhe door bahot door se dekhte Aur tumhe chhoone ka haq sirf mera hota
Mohabbat bhi azib si hoti hai.Har lamha unaki kami si hoti hai..Chahte hai unko is kadar hum..Karonch unko lage to takleef hamko hoti he.
Aankho MeTeri Tasveer Hai Jubaa Par Tera Naam Hai Kya Kare Sanam Hum ToTeri Chahat Me Badnam Hai.
Kya Wajah Hai Mere Drne Ki,Ab To Khwaish Hai Unki Yad Me Marne Ki,Unhe Q Itna Yaad Karta Hai Dil,Jinhe Fursat Hi Nhi Hume Yaad Krne Ki.
Iss pal ki tanhai se iss dard ki gehrai se ye dil kuch baat kar raha hai,Zara samjho in fizaon ki juban ko tumhe koi apna yaad kar raha hai.
Aaoge Jab Ghar Hamare Deep Jala Lenge,Miloge Jab Hamse EID Mana Lenge,Na Dosti Ki Koi Maszid Hai Na Koi Mandir Jaha Mango Dua Tum,Hum Sir Wahi Juka Lenge.
meri wafaoon ka ager sila hota.. Na pher zindagi sey humain gila hota.. Na kerty pher hum chand ki justajo ....Bas o shakhas ager mujey mila hota......
dil mein chupi baat ko ek baar jo pehchaan lete, lab jo na keh paye woh aankho se jaan lete, zuban humari himmat na kar payi, lekin is dil ki dhadkan ko to kaash aap pehchaan lete
Talaash karoge toh koi mil hi jayega,magar hamari tarah rishta kaun nibhayega,mana ki kam nehi hain ashiq apke,magar kya humari jagah kisi aur ko de payoge