Baat Asi ho

Baat Asi ho
Baat Asi ho ki jazbat kam na ho,Khayalat Ase ho ki kabhi gum na ho,Dil k kone me itni si jagah rakhna,Ki khali-khali sa lage jab hum na ho.
  

Jan, 28 2012     139 chars (1 sms)     1081 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kisi ki chahat pe Zinda rehne wale hum na the, Kisi pe marmitne wale hum na the, Aadat si padgai hai tumhe yaad karnae ki, Warna kisi ko yaad karne wale hum na the.
Phool hote to teri rahon me bichh jate gum hote to tujhe kabhi na satate. Ye aur baat hai ki tere dost hain hum na hote to bhi tuj hi pe jaan lutate
Dishaye khamosh,Dil bekarar.Wo dur toh nhi,Magar nigaho me pyas he.Ye kaisa manzar,Ye kaise halaat1taraashe pathar ko,Mandir ki talash he
Mahobbat Mujhe thi Unse itni Unki Yaadon mai Dil Tarpta raha Mout b Meri chaht ko rok na saki Qabar mai b Dil Dharkta raha
Tuje Dil Se Chahta Hoon Teri Palako Ki Chhav Mein Mera Basera Hain Suraj Ki Roshni To Kam Hain Tere Aane Se Hi Meri Zindagi Mein Savera Hain.....
Shayad Mohabbt Krne Ki Saza He, Jo Ye Judai Ka Zehar Pite He. Hmara D!L To Unke Pas He, Kbhi Socha He Usne? Hum Kaise Jite He?
Tumne apni kasam de kar Mujhse Shraab Chudda daali, Jab mehfil me gaya to yaarron ne, teri kasam dekara puri botal pila daali.
Bhoolein Na Kabhi Aisi Koi Yaad De Do Bhoole Se Hi Sahi Kabhi Hume Awaz De DoYahan Maut Ka Kise Gham Hai PaL Bhar Ka Tum Agar Sath De Do
Muskurate aap raho, khush hum ho jaynge,Manzil aap pao jeet ham jaynge,jiyo aap chahe kisi k bhi liye par,jarurat padi to aapke liye SAANSE hum chod jaynge.
chakh liya zaayeka-e-shayari jab se, lafzon me tarannum si aa gayi hai, arz-e-zubaan-e-ishq machal hi jati hai jab bhi tere chehre ki tabssuum yaad aati hai....!!!
Jiski kurbat me qarar bahut hai, Uss ka milna dosh waar bahut hai, Jo mere hatho ki lakiron me nahi, Uss shaks se muje pyar bahut hai..
Tadap k dekho kisi ki chahat me Tab pata chale k intzaar kya hota hai Agar yu hi mil jaye koyi bina tadpeTo kaise pata chale pyar kya hota hai