Phool ki tarah

Phool ki tarah
Phool ki tarah hanste raho to bas hai, dil khol ke milo to bas hai, Aisa nahi chahate ki roz milo, Kabhi Kabhi yaad kiya karo to bas hai.
  

Feb, 01 2012     137 chars (1 sms)     1309 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Shama Ummid Ki Jalti Hi Nhi.Judai Ki Sham Dhalti Hi Nhi.Manzile Aur Bhi Hai Lekin Kya Kre.Zindagi Tere Siva Kisi Aur RahPe Chalti Hi Nahi.
Ishq se mili hain jo tanhayian hume,kaise unka dard bayaan karenge,Ek se hi Mohabbat itni karli humne,ab auron se Mohabbat kya karenge.
Duniya Ki Daulat Dabaye Rakhna; Husn-ki-Bagiya Chupaye Rakhna; Kahi-Kisi-Ki Nazar Na Lag Jaye, Thoda Sa Kajal Lagaye Rakhna.
Rasstoon pay matt baetho hawa tanng karray gi Guzzray hoayy loogoon ki sadda tanng karray gi Mattt tooot kar chahho ussay aghazay safar main Bicchray ga tu IK IK adda tanng karray gi
tarasta he dil teri awaz k liyetere mohabat bhare 2 alfaz k liye kardo hume FANNAH apni ada k liye tadapte he hum teri ek mulakat k liye
Nibhaenge pyar marte dam tak,sath denge tumhara har janam tak,agar ye pyar tut jaye kahi,to wada raha nahi karenge pyar kisi aur se agle saat janam tak
Teri hi tarah hamen yaad aanewala ho Tere siva bhi koi to satanewala ho Har ek subah yehi dil mein hoonk uthti hai Hamen bhi naaz se koi jaganewala ho
ISHQ AISA KARO KI DHADKAN MEIN BAS JAAYE,SAANS BHI LO TO KHUSHBOO USI KI AAYE,PYAAR KA NASHA AANKHON PE CHHAAYE,BAAT KOI BHI HO PAR NAAM USI KA AAYE..
Har baar apki salamati ki dua karenge,teri arzoo main apni hasti fanaah karenge,tum chahe daman bachalo humse lekin,Hum marte dum tak aapse wafa karenge.
Dosti gunah hai to hone na dena,Dosti khuda hai to khone na dena,,Jab karte ho dosti kisise to....oos dost ko rone na dena...
Sabki khushi ki chah karte hain,Bas itna sa gunah karte haiAaj phir apke intezaar main bethe hain,Dekhna hai kab aap Yaad karte hain.
Zuban hi sirf ek zaria nahi Jo aap shabdon ko samajh payenge Kabhi ankhon me jhaank kar dekhiye Hazaro alfaz khud b khud bikhar jayenge