Door Ho Kar

Door Ho Kar
Door Ho Kar Bhi Mere Qareeb Ho Mere DiL Se Poocho Kitne Aziz Ho Apni Hatheli Ko Kbi Ghaur Se Dekho Shayd Kisi Lakir Me Mera Bhi Naseeb Ho
  

Jan, 28 2012     137 chars (1 sms)     1073 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tumhari yaadon ko rok pana hai mushkil, rote huae dil ko manana hai mushkil, yeh dil aapko kitna yaad karta hai, ye labzo se bayan karna he namunkin...
Log Pyar Ko Khuda Kehte HePar Koi Kare To Gunah Kehte HeKahawat He"Pathar Dil Roya Nahi Karte"To phir Pahado Se Hi Jharne Q Behte hai ??
Dosti me imteha liya nahi karte,kisi ka Intezar karwya nahi karte.Aisi B kya khata hui hmse,Roz yaad karne waale ab 1 bar B yaad kiya nahi Karte.
Har Phul Ki Ajab Kahani Hai, Chup Rehna Bhi Pyar Ki Nishani Hai, Kahi Koi Zakham Nahi Phir Bhi Kyu Ye Daar Ka Ehsas Hai, Lagta Hai Mere Dil Ka Tukda Kisike Paaaaas Hai.
Pyar kya hota hai,hum nai jante,zindagi ko apna hum nai mante,gum itne mile hai k aab ehsas nai hota,pyar kare koi to vishwas nai hota.
Tum Glass Tootney Ka Bahana Na Karo,Hum Tumhari Aankhon Se Pee Lenge,Tum Na Aao, Bas Aane Ka Waada Karo,Hum Intezaar Mein hi Jee Lenge
Ibadat rab ki aur soorat yaar ki ho sajda rab ka aur rasam pyar ki ho ashiqo ke mahzab ka kaya kahna zikar rab ka aur baat yaar ki h
yaado ki bahane dhunda karta hoon, dil se tume bulaya karta hoon, dubti huyi kasti se kinara manga karta hoon, bas yu sitaro se appki batte kiya karta hoon
Woh inkar karte hain ikrar ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale, Ankhein band karte hain didar ke liye.
Mojudgi Zaruri Nahi Zaruri Ehsas H Hum kahi Dur Nhi Aapke Aas pas h Dekhiye to Zara Man ki Ankho se Hum har kadam par apke Sath Hai
Aasmaan aaj phir se roya hai, Naakaam Aashiqon ke haar mein ek aur moti piroya hai, Koi to bataaye kahan mera mehboob khoya hai, mohabbat ki kabr mein mera yeh pyaar soya hai.
Yad Aye Meri To Palkhon Ko 2Pal Jhuka Lena Kuch Is Kadar Mujhko Nazro Me BasaLena Agr Puche Koi Mere BareMe ToUse Apni Aankhe Dikha Dena..!