Yeh dil pyaar

Yeh dil pyaar
Yeh dil pyaar ke kabil na rah, Koi bhi izhaar ke kabil na raha, Is dil mein bas gai dosti aapki, Abh to chand bhi deedar ke kabil na rah.
  

Feb, 01 2012     137 chars (1 sms)     1259 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Chup Chup K Mohabbat Kya Karna.Is Bedard Zamane Se Kya Darna.Maut To Aani Hai Sabko 1 Din.Magar Mohabbat Kiye Bagair Kya Marna.
Mere Liye Uske Dil Me Chahat Na Thi Kisi Khushi Me Uski Aahat Na Thi Maine Dil Uske Kadmo Me Rakh Dia Pr Use Zamin Pe Dekhne Ki Aadat Na Thi
Jab Bhi Pyar Kiya Sirf Haare Hai Fir Bhi Sanam Hum Tumhare Hai,Shayad Tum Bhi Na Ho Mere Kismat Me Par Mere Sapne Sirf Tumhare hain.
Chaho to dilse humko mita dena, Chaho to humko bhula dena, Par yeh wada karo ki, Aaye jo kabhi yaad humari, Rona mat sirf muskura dena.
Ishq ne inassn ko kya bana diya ,Kisi ko kavi to kisi ko katil bana diya, Do phool ka bhoj na uta sakti thi Mumtaj, Aur shahjahan ne uspe Tajmahal bana diya
Chand utra tha hamare angan me, yeh sitaro ko gawara na hua, hum bhi sitaron sekya gila kare, jab chand hi hamra na hua
Zindagi Tuz Bin Paheli si Lagti hai.Har Daastan Adhuri si Lagti hai.Jina Nahi Mumkin Tere Bina Ab to Sine ki Har Dhadkan Majburi si Lagti hai.
bhool se agar koi bhool hui ho to usse bhool samaj ke bhool jana, aare bhoolna sirf bhool ko, bhool ke bhi hume na bhool jana.
zindgi kabhi aapko hasati HOGI kabhi aapko rulati HOGI yaad karta hai KOI aapko har PAL is raftar BHARI zindgi M Eek hichaki to apko RO JaatiHIhogi
Ae dil na dhadak itni zor se..Kahin awaaz unhe sun na jaye..Vo dhadkno ki zuban samajhane lage hai..Kahin dil ke raaz khul na jaye
Muskan aap ke hoton se kahin jaye na,Ansoo aap ki palkon pe kabhi aye na, pura ho aap ka har khwab aur jo pura na ho vo khwaab kabhi aye na
Tum kya jano kya hai tanhai, ek tute hue pate se puchho kya hai judai bewafai ka ilzam na do hamei, is waqt se puchlo ke kis waqt tumhari yaad na ayi. .