Hosh mein reh kar bhi madhoshi ka aalam rehta hai, Dil ke dariya mein tu na reh kar bhi samaya rehta hai, Kaun janta hai ki khushiyan kahan milti hai, KHUSHI ko agar dhundo to har mod par maut ke Suadagar milte hai
Dil Behkati Hawaein, Mann Harti Khushboo; Anjaane Khwaab, Meetha Sa Jadoo; Koi Nahi Paas, Phir Bhi Tumhara Ehsaas; Kaise Kare Aitbaar, Yahi Hain Pyaar.