Do Hi Lafzon

Do Hi Lafzon
Do Hi Lafzon Ka Tha Woh Afsana,Jo Suna Kar Khamosh Ho Baithay..Ibteda Yh Ke Tum Ko Chaha Tha,Inteha Yh Ke Khud Ko Kho Baithay..
  

Jan, 28 2012     127 chars (1 sms)     957 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Darde judai jamane ko bata ke apne sanam ko rusava nahi karate Dil se pukar ke dekhlo sachche sanam judai nahi dete.
Gujarish Humari Wo Maan Na Sake, Mazburi Hmri Wo Jaan Na Sk, Kehte Hai Marne K Baad Bhi Yaad Rakhege, Jeete Ji Jo Hume Pehchan Na Sake.
Aap chahte hain hum se zindagi bhar ka dostana aur hum to kucch aur hi umeed lagaye baithe they Zindagi bhar ki dosti nibhane ka vaada hai hamara par hum to aapko jannat mein bhi milne ka khwab sajaye baithe they
Kisi ke dil mein basna bura to nai,kisi ko dil main basana khata to nahi, guna ho ye zamane k nazar mein to kya hua,zamane wale khuda to nai
Mohabat Wafa ke siwa kuch bhi nahi Duniya gum ke siwa kuch bhi nahi Unke pas hamare siwa sab kuch hai Par Hamare pas unke siwa kuch bhi nahi
Ae zindagi yu mujhse daga na kar,Main zinda rahu yeh dua na kar…. Koi chhuta hai tujhe to hoti zalan ,Ae hawa tu bhi usse chhuaa na kar….
Yaad toh har koi karega jaane ke baad sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad kaun kitni mohabbat karta hai nazar aajayega mar jaane ke baad
Apko dekhkar ye nigahen jhuk jayegi,khamoshi ab har baat keh jaegi,padh lijiye in ankho me apni mohabbat koapki kasam sari kayenaat wahi ruk jayegi.
Raat gujri phir mehekti subah ayi, dil dhadka phir tumhari yaad ayi, aanko ne mehsoos kiya USS hawa KO, jo tumhe chhukar hamare pass ayi”
Ae khuda aaj nazron ko kuch aisi beenai de, jidhar dekhu udhar vo hi dikhai de,kash aisi meharbaniya ho aaj hawa me, ki usko pukaru aur usi ko sunai de..
Roshni hote hue bhi dil mein andhera hai, In andhero main kisi ka bseraa hai, Aana kabi roshan krna hamari mehfil ko, Dekhna dil ki har diwaar pe naam tera hai
dunia me sab kuch bikta hai,phir judai hi rishwat kyu nahi leti. Marta nahi hai koi kisi se juda hokar,bus sirf yaaden hi hai jo jeene nahi deTI