Tu Mila Hai To Yeh Ahesaas Hai Mujhko.. Ye Meri Umra Muhabbat Ke Liye Thodi Hai... Ek Zara Sa, Zindagi Ka Bhi Haq Hai Jis Par, Maine Woh Saans Bhi Tere Liye Rakh Chhodi Hai..."
Dil ki kitab ka panna chura le gaya koi...., Dhadkan dil ki chura legaya koi..., Hum to raja the dil k..., Ek nazrana de k gulam hame bana gaya koi...!
Har phool ki ajab kahani hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai, lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai.
Veeran Hai Dil, Tanhaaiyon Ki Bahar Hai Tere Yandon Ke Kanty, Bas Yahi Kuch Ab Sath Hai Tum Gai Sath Mai Chale Gai Hai Najare Najaro Mai Bas Ab Sirf Tera Intzaar Hai