Ajib si kashish

Ajib si kashish
Ajib si kashish hai tum me ki hum tumhare khayalon me khoye rahte hai yeh soch kar ki tum khwabho me aavoge hum din me bhi soye rahte hai
  

Feb, 01 2012     137 chars (1 sms)     1422 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

humse pucho kya hota hai pal pal bitana,bahut mushkil hai dilko samjana yaar zindagi to beet jayegi,bus mushkil hai aap ko bhul pana..
Jab koi khayal dilse takarata hai, dil na chahkar bhi khamosh reh jata hai, koi sab kuch kehkar pyar jatata hai, toh koi kuch na kehker bhi pyar nibhata hai
Khamosh raat ke pehlu me sitare na hote, in rukhi aankho me rangeen nazare na hote, hum bhi na karte parwah agar aap itne pyare na hote...
Bin tere jab bhi raat hoti hai,Deewaron se hi baat hoti hai... Sannata puchhta hai sawaal humse, Tere Naam se hi to shuruaat hoti hai…
Apno K Liye Achi Dua Mangna Fitrat He Hamari Hr Apna Khush Rhe Hsrat He Hamari Koi Hmko Yad Kre Na Kre"Apno"Ko Roz Yaad Krna Adat He Hmari..
Aazmais Rishto me zaruri Hoti HaiNa Mil pana kisi ki Majburi Hoti Hai,Yad to Door se Bhi kar sakte Hai Lekin,Dil ki Hasrat To milkar hi Puri Hoti Hai
bharosa hai tum par apne se bhi zyada par har us parchayi se darta hu cheen na le koi tumhe mujhse bas har pal isi baat se darta hu mit
Usne dur rehne ka mashwra b likha h Sath hi PYAR ka wasta b likha h Usne ye b likha h k mere ghar na ana Or saf lafzo me rasta b likha h
Dil diya hai ikrar krenge Chup chap Magar pyar ka izhaar krenge Woh agar aajtk na mile to kya hua Zindgi k hr mod par hum unka intezaar krenge.
Kash Mai Shayar Tera Ban jau Tu Gazal Meri Bn ja Mai Phool Banu Tu Khushbu Meri Bn ja Pyar Itna Gahera Ho Humara Sanam Ke Mai Dil Tera Ban Jau Tu Dhadkan Meri Bnja
Un Se Bichar Ke Jeena Bhi Mumkin Nahin Aisi Ajeeb Qismat Hai Meri Un Ko Apnana Bhi Mumkin Nahin
Mohabat ki hr gali gumnam kyu h,Judai aur Maut ishq ka anjam kyu h,Log kehte h ise nam khuda ka,To fir ye mohbbat itni badnam kyu Hai