Khamosh Sannate B

Khamosh Sannate B
Khamosh Sannate B Kuch Keh Jate He, Hum Pyar Krte Nhi Hr Kisi Se, Jis Se B Krte He Dil Me Utar Jate He,
  

Jan, 30 2012     103 chars (1 sms)     934 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Wo pyar jo haqeeqat me pyar hota hai..Zindagi me sirf ek bar hota hai..Nigaho k milte milte dil mil jate hai..Ye ittefaq sirf ek bar hota hai..
Chup rehte he ke koi khafa na ho jaye.Humse koi ruswa na ho jaye.Mushkil se koi apna bana he.Darte he milne se pehle hi juda na ho jaye.
Kaash surat apki itni pyari na hoti kaash aapse mulaqat hamari na hoti sapno me hi hum dekh lete aapko to aaj milne ki itni bekarari na hoti
Haath Mera Thaam Lo Saath Jab Tak Ho.. Baat Kuch Hoti Rahe Baat Jab Tak Ho.. Samne Baithe Raho Tum, Raat Jab Tak Ho..!
Hum Kabhi aap se Khafa ho nahi sakte, Yeh Dil ke Rishtey Bewafa ho nahi sakte, Aap bhale hameh bhulake so jao, Hum aapko yaad kiye bina soh nahi sakte.!!
Ki thi shuruvat ek chote se mazak se,Mazak dard ban jayega ye malum na tha,Samajte the jise Hum apna YAAR wo ek din PYAR ban jayega malum na tha
Tujehe dekhna chahta hoo har pal shayad tujhe bahut pyar karta hoon kal tak to tujhe jaanta bhi na tha aaj tera intezaaar karta hoon
Aansuon Me na dhoondna hamein,Dil me hum bas jaayenge! Tamanna ho agar milne ki, to band aankhon me nazar aayenge!!
$acha pyar"haath"or "aankh" ki tarha hota he, Jab"hath"ko taklif hoti he to"Ankh"roti hai, or jub "ANKH"roti he to "Hath"ansu pochte he
choti si dosti anjani mulakaate palbhar main khatam hote din khayalon me doobi lambi ratein yahin se shuru hota he pyar kuch asia hi na yaar..
YAAD KARTA HAIN AAPKO TANHAI MEIN DIL DOOBA HAIN GAMO KI GEHRAI MEIN, HAMEIN MAT DHOONDHO DUNIYA KI BHID MEIN, HUM TO MILLENGE AAPKO AAPKI PARCHHAI MEIN
Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aankho mein jo apna hota hai khuli aankhon mein wahi sapna hota hai.....!!!!