kuch pal hote hai... kuch pal ke liye.... ji le inhe har pal ke liye... ye pal to raat ki tarah fasala jayega... de jayega yaadain zindgi bhar ke liye.............
kuch tumhare ankho ki kajal ne kaha kuch tumhare julfo ki badalne kaha jo keh na saki tumhare khamosh honth hawa me lahrati hui tumhari aanchal ne kaha