Hme apne rishte

Hme apne rishte
Hme apne rishte ka hisab nahi ata, apka palat kar koi jawab nahi ata, hm to apki yad me sote tak nahi, or apko sokar b hamara khwab nahi ata
  

Jan, 30 2012     140 chars (1 sms)     1149 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Udas na hona,kyuki mai tere saath hu. Samne na sahi,par tere aas paas hu. Palko ko band kar, dil se yaad karna, Mai hamesha tere liye ek ehsaas hun.
Mill jaye koi Naya to Hamein na Bhula dena Koi Rulaye Tumhein to Hamein Yaad kar lena Dost Rahange umar bhar Tumhare Tumhari Khushi na sahi Gham hi Baant lena
Har ghadi intezaar mein gujri,baato ke baad aapki yaadon mein gujri,hum to ek phool the, aap rakh ke bhule gaye,phir tamam umar aapki kitaab mein gujri.
Husn me naaz tha nazakat thi,Ishq me ehsaas tha sharafat thi,woh zamana bhi kya zamana tha,Pyaar karna bhi ek ibaadat thi..
Pholon Se Pocho Isme Singhar Kitna Hai Mere Dil Se Pocho Isme Pyr Kitna Hai Saye Ki Trha Tumhara Pyr Sth Mere Rhta Hai Tumhare Sth Guzra Hua Hr Lmha Yad Rhta Ha
Hatho me hai lakire hazar,kisi me gum kisi me khusiyo ki bahar,na jane wo kaun si lakir hai,jisme khuda ne likh diya apka pyar
usne hontho se chu kar sara pani gulabi kar diya,usne hontho se chu kar sara pani gulabi kar diyahumko to kya sari machhliyon ko bhi sharabi kar diya.
Kash yeh zalim judai na hoti, Rabba tune Dil chiz banai na hoti, Na hum unse milte na pyaar hota, Zindagi jo apni thi aaj parai na hoti
Sacha pyar na milta kabhi zindgi me / phir B hum jaise pagal pyar kiya karte hai/ vo kabhi to hamse pyar karenge /Bas isi baat ka intzaar kiya karte hai.
IS dil se dur wo jaate bhi nahi hakikat mein magar paas aate bhi nahi auron k liye rote hain raat din mere liye magar muskurate bhi nahi.
Mere Zakhmon Ko Naa Kuredo In-Mein Chhipi Kayee Nayee Purani Dastaane Hain Gar Baat Nikli Ek-Baar To Mere Sang Tum Bhi Badnaam Ho Jaooge.
Dukh Bhare Geet Hum Phirse Gaane Lage Sunne Walo Ko Kuch To Sunane Lage Bola Tha Jisne "Tum Rona Na Kabhi" Unhi Ke Khone Par Aansu Bahane Lage