Kuch pal itne

Kuch pal itne
Kuch pal itne haseen hote hain,ke Yaad karke aankho me aansu aa jaate hain.kuch logo ko milne ki fursat nahi,Aur kuch milne ko taras jaate hain..
  

Jan, 30 2012     145 chars (1 sms)     1324 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ye Dil Pyar k qabil na raha, Koi bhi izhar k qabil na reha, is Dil me bas gayi Dosti aapki..... ab tu chand bhi deedar k kabil na raha!
Dil Ko Aata Hai Jb Bhi Khayal Unka Tasweer Se Puchte Hain Phir Haal Unka Wo Humse Pucha Krte The Judai Kya Hai Aaj Humari Samjh Mn Aaya Hai Sawal Unka
Payal se payal ki jhankar sundar hai, pyar se pyar ka anubhav sundar hai, log kehte hai aap sundar hai, lekin aapse jyada aapka Swabhav Sundar hai..!
Dil ki kitab ka panna chura le gaya koi...., Dhadkan dil ki chura legaya koi..., Hum to raja the dil k..., Ek nazrana de k gulam hame bana gaya koi...!
Kitna hasin chand ka chehra hai, Uspe shabab ka rang gehara hai, Khuda ko yakin na tha wafa pe, tabhi to ek chand par hazaro taro ka pehra hai....
Jo rehte hai dil mei wo juda nahi hote, kuch ehsas lafzo se baya nahi hote ek hasrat hai ki apko sataye kyunki ek aap hi ho jo kabhi khafa nahi hote
Tujehe dekhna chahta hoo har pal shayad tujhe bahut pyar karta hoon kal tak to tujhe jaanta bhi na tha aaj tera intezaaar karta hoon
Adat hai teri yad ane ki.En akhoko teri ek zalak pane ki. Hamari to tamanna hai apko pane ki par shayad apki adat hai hame tadpane ki
zindegi tere bina adhura hai. najane q teremere beech meinye doori hai. sochta hun kabhi bhuladun tujhko. per tera ek muskan meri kamjori hai
Badalna Aata Nahi Humko Mosam ki Tarah,Har Roop Me Unka intzar karte hai, Na samet sakenge Jise qayamat tak kasam khuda ki Unhe itna Pyar karte he.
Har waqt aap ki yaad aati hai,jo pal pal satati hai,Hum yaad jatate nahi,kyoki is duniya me yaad jatane se riston ko nazar lag jati hai
Dua Me Meri Koi Chehra Rahta H, Yaado Par Meri Usi Ka Pahra Rahta H, Bhulau To Bhulau Kaise Mai Usko, Jo Mere Andar Mujhse B Gahra Rahta H..