Nadaani mein hum

Nadaani mein hum
Nadaani mein hum kisse apna samajh beithejo dikhaaya uss bewafa ne sapna hum haqeeqat samajh beithe dekho aaj chod diya hamein usne ek gair ke liye jisse hum apna humsafar samajh beithe
  

Jan, 30 2012     185 chars (2 sms)     1249 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Apki yad to ek anmol phool hai" "Hum apko bhul jaye ye apki bhul hai" "Koi yad hume na kare gila nhe" "Hum apno ko nhe bhulte ye hmara usool hai".
Kyu teri khaMoshi Muje khaMosh kar jati haiKyu teri udasi Muje udas kar jati hai Kya rishta hai Mera-tera Jo har-pal teri yaad aa jati hai.
Un Se Bichar Ke Jeena Bhi Mumkin Nahin Aisi Ajeeb Qismat Hai Meri Un Ko Apnana Bhi Mumkin Nahin
Suraj kirne bikherta hai aapko dekhkar,fool khushbu chodte hai aapko dhekhkar, Hum apne dil ki kya kahe hajaro dil dhadkte hai apko dekhkar.
mujhe jine nhi deti hai yaad teri,,wapas lout kar aaja sunkar fariyaad meri,,mar jayenge hum kasam se nhi to tum bin hai viraan ye zindgi meri.
Itna Na Tadpao Ke Sochte Reh Jaaye Itna Bhi Na Satao K Rote Reh jaye Zindgi Se Badh k Chaha Hai Tumko U DiL Na dukhao K SanSe Ruk Jaaye..
Aj b 1 sawal hai is DIL me Pyar ka gam beshumar hai is DIL me Kuch keh nahi pata ye DIL magar Kisi k liye bahut pyar hai is DIL me,
Yaad Karne se Nahi Jatane Se Aati Hai...Ruth Jane se nahi Manane se aati hai..Aap bhale hi yaad na karo..Lekin har yaad ek aas ki tarah simat jati hai.
Rangat teri zulfo ki ghatao ne churai,Khusboo tere anchal se hawao ne udai.Paimane ka dil na tut jaye to kahu me,Hai cheez gazab ki jo nigaho ne pilai
Mere mehbub Chale aao hum tume yad karte hai, Ye wo gunah hai jo hum baar-baar karte hai,Jalaake dilme hasrato ke chirag Aapke aane ka behad intezar karte hai
Ab Kisase Kahe Aur Kaun Sune Jo Haal Tumhare Baad Hua Is Jheel Si Ankho Me Ek Khwab Bahut Barbaad Hua.
Agar hum na hote to gazal kaun kehta ?Apke chehre ko kamal kaun kehta ? Ye to karishma hai Moha at ka warna pathar ki divar ko Tajmahal kaun kahata ?