Main Yeh Nahin KahtaK Koi Dil Main na Samaye main yeh nahin kahta K koi Aarzoo na Ban Paye Per..! Itna Zaroor kahna hai Ager samjh Sakoo K dil Main Kabhi kisi ko Itni Jaga Na doK Dil k liye Dharkna he Mushkal Hojaye.
DIL KI GALI BOHAT VIRAN HAI KHATRE MIEN AB JAAN HAI MOHABBAT BHI HAIRAN HAI K KAISA YEH INSAAN HAI BULA BULA K HAARI MAIN TO EK WO ZALIM HAI K ANJAAN HAI
Dekho aawaz dekar, paas hamme paoge, aaoge tanha par tanha na jaoge, dur rahkar bhi tumhi par hai nazar meri, hathon se tham lenge jab bhi thokar khaoge