Nam Uska Lya

Nam Uska Lya
Nam Uska Lya To Uljhan C Ho GayiShayad Hame Usse Mohabat C Ho GayiWo Karte Rhe Hame Badnam Logo MeAb Hame B Mashur Hone Ki Adat C Ho Gayi
  

Jan, 28 2012     137 chars (1 sms)     1061 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kaash surat apki itni pyari na hoti kaash aapse mulaqat hamari na hoti sapno me hi hum dekh lete aapko to aaj milne ki itni bekarari na hoti
Dilme ho pyar jab kisi ke liye to us pyar ko bhul se b na rulana Q ki pyarko rulanewala ek din khud usi pyar k liye royega.
Rangat teri zulfo ki ghatao ne churai,Khusboo tere anchal se hawao ne udai.Paimane ka dil na tut jaye to kahu me,Hai cheez gazab ki jo nigaho ne pilai
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata, Lehro se pani ko hataya nahi jata, Hone wale ho jate hain khud hi dil se apne, Kisi ko kehkar apna banaya nahi jata.
Ankho Me Rehne Walo Ko yad nhi karte,Dil Me rehne wale ki bat nhi krte,aap to hmari rooh me base ho,tabi hm apse milne ki fariyad nhi karte
Duniya badal jayegi tum na badalna,Mushkilo me bhi yaad hume kar lena,Mange bhi Aapse to kya mange,Dena kuch chaho to bas muskura dena..
CHUTE Haath Bhi To Apne Nahi Rutha Karte,WAQT Ki Dali Se Lamhe Nahi Tuta Karte;MILTE Hain Kuch Log Aise Zindagi Me, Jinse Kabhi Rishte Nahi Tuta Karte.
Unki dosti me ye naubat Aa gai,Thandi hawa bhi hume jala gai,Hawa kehti he tum yaha taraste hi reh gaye,Mein tumhare dost ko chhoo kar bhi Aa gai!
Mohabat ka irada ab badl jana b muskil hai Tumhein khona b muskil hai tume pana b muskil hai Udasi tere chehre ki Gawara b nhi lakinTeri khatir sitary tor kr lana b muskil hai Zara c bat p aankhien bhigo k beth jaty hoTume to apny dil k hal batana b muskil hai
Woh waqt woh lamhe ajeeb honge, duniya mein hum kush naseeb honge, door se jab itna yaad karte hain aapko, kya hoga... Jab aap hamare kareeb honge?
ZINDAGI TERA BIN ULFAT SI LAGTI HAI,EK PAL KI JUDAI MUDDAT SI LAGTI HAI,PEHLE NAHI AB SOCHTE HAI HUM HAR LAMHA TERI ZAROORAT SI LAGTI HAI.
Diwane hai ham tujhe bhi bana denge,Dil me teri pyar ki shama jala denge.Raho chahe jitne bhi pathar dil banke aap,par Yado Se apni tumko bhi rula denge..