Jaise aap hamare

Jaise aap hamare
Jaise aap hamare na ho sakthey Hum kisee aur ke na ho sakenge Pyaar Nahin Kiya apna dil diya hai Ek pal bhi aapko bhula na payenge
  

Jan, 31 2012     130 chars (1 sms)     1929 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

rasmo rivajo ki jo parwah karte hai mohabbat me wo gunaah karte hai ishq to wo junun hai jalim jis me deewane khushi se khud ko fanah karte hai
Judai apki rulati rahegi,yaad apki ati rahegi,pal pal jaan jati rahegi,jab tak jism mein hai jaan har saans ye rishta nibhati rahegi
Khuda nazron ko kuch aisi khudai de, Jidhar dekhu udhar woh dikhai de Kash aisa chatmatkar ho jaye hawa mein Usko pukaru aur usiko sunai de
KANTO KO CHUBHNA SIKHAYA NAHI JAATA, PHULO KO KHILNA SHIKHAYA NAHI JATA, KOI KHUD HI BAN JATA HAI APNA, KISI KO APNA BANAYA NAHI JATA
Pal beet jaega waqt gujar jayega bus yaadon bhara ye safar reh jayegana woh log honge na unki baatein yaad kerne ko bus woh lamha reh jayega…
Ye Kurb Ka Tufan Guzerta Q Nahi?Dil Toot Gaya Hai To Bikherta Q Nahi?Ek Hi Shaks Ko Chahta Hai Q Itna?Koi Dusra is DIL me utarta Kyu nahi?
Sukhe patte se pyar kar lenge, Hum tumahara aitbaar kar lenge. Tum yeh to kaho hum tumahare hai, Hum jindagi bhar intezaar kar lenge.
Akela sa mehsus karo jab tanhai me,Yaad meri aye jab judai me,Mehsus karna tumhare karib hu me,Jab chahe dekh lena apni hi parchai me
Mithi Mithi Yaado Ko Palko Me saja Lena,saath Gujre Palo Ko DiL Me Basa Lena.Nazar Na Aau Haqikat Me Agar,To Muskura K Muje sapno Me Bula lena...
Ab na raha kisi se chahat mohabbat ki,aur na hi raha kisise jarurat mohabbt ki,shayd jitna tha nasib me hme mil gya,ab na rha kisi s sikayat mohabbt ki
Mere Sath Rehta Tu Mra Hota Tere Dil Me Kisi Ka Na Basera Hota Ban K Jugnu Mai Deta Roshni Tujko Chahe Meri Ankho Me Kitna Bhi Andhera Hota.
PyaaR ka pehla.IshQ ka dusra..Aur..MohobbaT ka tisra.Aksar adhura hota hai.Isliye hum aapko ChahtE hai.Kyuki ChahaT ka har Aksar pura hota hai.